Click on the image to view on full screen
Hai tamna
dil me kuch aur krne ki;
thak kr
na baith jawo,kr himat aur chalne ki;
raah mat
dekh musafir tu chalta chla chal;
ek sham
aayegi har mukaam hasil krne ki;
Hai tamna
dil me kuch aur krne ki;
jis dagr
se jawoge har taraf thokr pawoge;
pr soch
musafir kya bina thokr kr khde ho powoge?;
thokr na
hoti to hr log chal diye hote;
pr chalne
k baad apni manzil jarur pawoge;
Hai tamna
dil me kuch aur krne ki;
raah me
kyi musafir pawoge, pr sabi nhi ;
saflta k
shikhr me nazar aayenge;
kuch log
thak kr aur kuch ghbra kr bhag jaayenge;
pr apne
ko nhi to, kya kisi aur ko us shikr me dekh pawoge ;
Hai tamna
dil me kuch aur krne ki.!!
awesome...
ReplyDeletenyc and awesome poem
ReplyDelete